To wo or udaas ho gyi tab tak wo darwaaze par hi khadi thi to maine use andar bulaya or apni khatiya par baithaya or uska mann halka karne ki koshish ki to vo normal ho gyi , fir maine use apna naam btaya arjun usne mujhe apna naam btaya Rupa , wo sach mai apne naam ki hi tarah thi mai to jaise us par fida ho gya tha , aise hi bato mai kab din ke 4 baj gye the pta bhi nhi chala, vo boli ab mujhe jana hoga , to maine pucha ki dobara kab aaogi , usne kaha ki bahut jald.Next raat mai uska wait karne lga or vo nahi aayi , mai udaas sa raha us din fir uske agli raat ko aayi 1 baje mere darwaze par dastak hoti hai mai jaise taise neend mai uth kar darwaza kholta hu to deha ki saamne rupa khadi thi meri to




















